Monday, November 22, 2010

wo kehti hai suno jaana

Wo kehti hai suno jaana,
Mohabbat moum ka ghar hai,
Tapish-e-bud-gumani ki,
Kahin pighla na de is ko?


Main kehta hoon,
Jis dil main zara bhi bad-gumani ho,
Wahan kuch aur ho to ho,
Mohabbat ho nahi sakti,


Wo kehti hai sada aise he,
Kia tum mujh ko chaho ge?
K main is main kami koi bhi,
Gawara ker nahi sakti,


Main kehta hoon,
Mohabbat kia hai ye tum ne sikhaya hai,
Mujhe tum se mohabbat k siwa,
Kuch b nahi aata,


Wo kehti hai,
Judai se bohat darta hai mera dil,
K khud ko tum se hat ker dekhna,
Mumkin nahi hai ab,


Main kehta hoon,
Yahi khadshe bohat mujh ko satate hain,
Magar sach hai mohabbat main,
Judai saath chalti hai,


Wo kehti hai,
Batao kia mere bin jee sako ge tum?
Meri baaten, meri yaaden, meri aankhen,
Bhula do ge?


Main kehta hoon,
Kabhi aisi baat per socha nahi main ne,
Ager ek pal ko bhi sochon to,
Saansen rukne lagti hain,


Wo kehti hai tumhen mujh se,
Mohabbat is qader kyon hai?
K main ek aam si larrki,
Tumhen kyon khaas lagti hon?


Main kehta hoon,
Kabhi khud ko meri aankhon se tum dekho,
Meri dewaangi kyon hai,
Ye khud he jaan jao gi,


Wo kehti hai,
Mujhe waraftgi se dekhte kyon ho?
K main khud ko bohat,
Qeemti mahsoos kerti hoon,


Main kehta hon,
Mata-e-jaan bohat anmol hoti hai,
Tumhen jub dekhta hoon zindgi,
Mahsoos kerta hoon,


Wo kehti hai,
Mujhe alfaz k jugno nahi milte,
K tumhen bata sakon,
K dil main mere kitni mohabbat hai,


Main kehta hoon,
Mohabbat to nigahon se jhalakti hai,
Tumhari khamoshi mujh se,
Tumhari baat kerti hai,


Wo kehti hai,
Batao na kiss ko khone se darta ho?
Batao kon hai wo jise,
Ye mousam bulate hain?


Main kehta hoon,
Yeh meri shayeri hai aaina dil ka,
Zara dekho batao kia,
Tumhen is main nazar aaya?


Wo kehti hai,
Atif jee bohat baaten banate ho,
Magar sach hai ye baaten,
Bohat he shaad rakhti hain,


Main kehta hoon,
Yeh sub baaten ye fasane ek bhana hain,
K pal kuch zindagani k,
Tumhare saath kat jayen,


Phir us k baad khamoshi ka,
Dilkash raqs hota hai,
Nigahen bolti hain aur,
Lub khamosh rehte hain...!!!

Thursday, September 23, 2010

new friends

24 sep 9.37 am.
in the morning we are sitting in a comp lab.
every1 is busy today is our inds. visit.
i hav got sm frens.
one of them is miss  "S"again.
she is so sweet from jalandhar.

there is a poetry for my frens.

Kitne Shikwe Hai Mujhpe Bharosaa Nahi Usey
Kabhi Mohabbat MeN Humne Tokaa Nahi Usey ...

Chup Hii Rahe Lab Uske Mere Saamne
Kitni Mulaakat Tak Kuch Bolaa Nahi Usey ...

Khud Se Hansti Hai Khud Se Rooth Jaati Hai
Kabhi Manaane Ka Maine Sochaa Nahi Usey ...

Bhale Din-Bhar Door-Door Rehti Ho Mujh Se
Raat Khwaab MeN Aane Se Rokaa Nahi Usey ...

"SAM" Ki Chaahat Ka Jab Bhi Legi Hiisaab
Woh Jaanti Hai Milegaa Dhokhaa Nahi Usey


there is a good song for you.

najane kab say
umeedein kuch baqi heinnnn
mujhe phir bhi teri yaaaaaddd kiyonnnn ati haiiII
na jane kab saaayyyy

door jitna bhi *tum* mujh say
pass teray mein
aab tu addat si hai mujhko aisayyy jeenayyy meinNn
zindagi say koii shikwa hi nahin hai
aab tu zinda hon mein is neeeelay asmaaAan meinnNnn

chahat aisi hai yeah teri bharti jayeee
aahat aisi hai yeah teri mujhko satayeeee
yadein gehreen hein itni dil doob jaye
aur ankhon mein yeah ghum num ban jayein
heyheyeyeyyy oOo hoOo oOo

aab tu addat si hai mujhko aisayyy jeenayYy mein
heyheyeyeyey oOoo hoOoOo
aAaAaAaAaaAa aaAaAaAaAaa aAAaaAaAaaaa

sabhi raatein hein
sabhi batein heinnNnNn
bhula do unhein
mita do unheinNNN

najane kab say
umeedein kuch baqi heinnnn
mujhe phir bhi teri yaaaaaddd kiyonnnn ati haiiII
na jane kab saaayyyy

door jitna bhi *tum* mujh say
pass teray mein
aab tu addat si hai mujhko aisayyy jeenayyy meinNn
zindagi say koii shikwa hi nahin hai
aab tu zinda hon mein is neeeelay asmaaAan meinnNnn

chahat aisi hai yeah teri bharti jayeee
aahat aisi hai yeah teri mujhko satayeeee
yadein gehreen hein itni dil doob jaye
aur ankhon mein yeah ghum num ban jayein
heyheyeyeyyy oOo hoOo oOo

aab tu addat si hai mujhko aisayyy jeenayYy mein
heyheyeyeyey oOoo hoOoOo
aAaAaAaAaaAa aaAaAaAaAaa aAAaaAaAaaaa

sabhi raatein hein
sabhi batein heinnNnNn
bhula do unhein
mita do unheinNNN

Tuesday, September 7, 2010

MOHALI 7 SEP

TODAY I ATTEDED THE CLASS.
I LOKED MY ROOM MATE IN THE BATHROOM.
there is a poetry that is
wo kehti hai suno jaana mahobbat mom ka ghar hai
tapish ye badgumani ki kahi pighla na de isko
mai kehta hoon ke jis dil me jara bhi badgumai ho,
 wahan kuch or ho to ho mahobbat ho nahoi sakti.
c u latter